Itne Ram Kahan se laun


Kalyug Betha Mar Kundali Jau To Mai Kaha Jau Ab To Har Ghar Me Ravan Baitha Itne Ram Kaha Se Lau Kalyug Betha Mar Kundali Jau To Mai Kaha Jau Ab Har Ghar Me Ravan Baitha Itne Ram Kaha Se Lau Dhasrath Kaushalya Jaise Maat Pita Ab Bhi Mil Jaye Per Raam Sa Putra Mile Na Jo Agya Le Van Jaye Dhasrath Kaushalya Jaise Maat Pita Ab Bhi Mil Jaye Per Raam Sa Putra Mile Na Jo Agya Le Van Jaye Bharat Lakhan Se Bhai Ko Mai Dhudh Kaha Se Ab Lau Ab Har Ghar Me Ravan Baitha Itne Ram Kaha Se Lau Jise Samajhte Ho Aapna Tum Jade Khodta Aaj Wahi Ramayan Ki Baate Jaise Lagti Hai Sapna Koi Jise Samajhte Ho Aapna Tum Jade Khodta Aaj Wahi Ramayan Ki Baate Jaise Lagti Hai Sapna Koi Tab Ki Dasi Ek Manthra Aaj Wahi Ghar Ghar Pau Ab Har Ghar Me Ravan Baitha Itne Ram Kaha Se Lau Saup Rahe Bagiya Ko Dekho Khud Hi Uske Rakhwale Apne Ghar Ki Neev Khodte Dekhe Maine Gharwale Saup Rahe Bagiya Ko Dekho Khud Hi Uske Rakhwale Apne Ghar Ki Neev Khodte Dekhe Maine Gharwale Tab Tha Ghar Ka Ek Hi Bhedi Aaj Wahi Ghar Ghar Pau Ab Har Ghar Me Ravan Baitha Itne Ram Kaha Se Lau Kalyug Betha Mar Kundali Jau To Mai Kaha Jau Ab To Har Ghar Me Ravan Baitha Itne Ram Kaha Se Lau

Comments

Popular posts from this blog

Chaturvedis' of Mathura

आम की लकड़ी का स्वस्तिक

Lord Krishna's Children